Toh Aagaye Hum Lyrics in English - Jubin Nautiyal

Toh Aagaye Hum Lyrics in English Jubin Nautiyal

Toh Aagaye Hum Lyrics in English by Jubin Nautiyal is a Latest Hindi song. Jubin Nautiyal sings the song �Toh Aagaye Hum". Jubin Nautiyal, Sanjeeda Shaikh & Mithoon are featuring in Toh Aagaye Hum video song. Music of the song given by Mithoon and Toh Aagaye Hum Lyrics written by Sayeed Quadri.


Song Title :Toh Aagaye Hum
Singer :Jubin Nautiyal
Music :Mithoon
Lyrics :Sayeed Quadri
Starring :Jubin Nautiyal, Sanjeeda Shaikh
Music Label :T-Series

Toh Aagaye Hum Lyrics


Tu hi zehan mein shaam savere
Teri hi lab pe baat hai

Tu hi zehan mein shaam savere
Teri hi lab pe baat hai
Tujhse mila hoon main jis jagah pe
Ab woh jagah bhi khaas hai

Uski taraf hi le jaate hain
Mujhko yeh mere kadam

Toh aagaye hum
Toh aagaye hum
Toh aagaye hum oh sanam

Toh aagaye hum
Toh aagaye hum
Toh aagaye hum oh sanam

Mujhe wahan tu mil jaaye
Tu mil jaaye mere humdum

Toh aagaye hum
Toh aagaye hum
Toh aagaye hum oh sanam

Uff teri kya baat hai
Tujh pe hoon main fida
Varna dil main kisi ko
Deta nahi bakhuda

Tuhse hi milne ko chahe
Dil yeh mera har dum

Toh aagaye hum
Toh aagaye hum
Toh aagaye hum oh sanam

Toh aagaye hum
Toh aagaye hum
Toh aagaye hum oh sanam

Dhoondh ke bhi na mile
Koyi bhi teri tarah
Phir main kyun zaya karun
Wakht apna bhala

Tere sang hi main ghuzarun
Jeene ke har mausam

Toh aagaye hum
Toh aagaye hum
Toh aagaye hum oh sanam

Toh aagaye hum
Toh aagaye hum
Toh aagaye hum oh sanam

Mujhe wahan tu mil jaaye
Tu mil jaaye mere humdum

Toh aagaye hum
Toh aagaye hum
Toh aagaye hum oh sanam

Toh aagaye hum
Toh aagaye hum
Toh aagaye hum oh sanam

Kisi ko pyar kisi se ho ek tarfa sahi
Unhein jahan mein mila deta hai koyi na koyi


Toh Aagaye Hum Video

Post a Comment

0 Comments